Laharaati Hui Raahen Khole Huye Hai Bahen - Veer Zaara - Lata Mangeshkar Song Download

Laharaati Hui Raahen Khole Huye Hai Bahen - Veer Zaara
Track Info Laharaati Hui Raahen Khole Huye Hai Bahen Mp3 Song by Lata Mangeshkar and Udit Narayan, Music composed by
Singer(s) Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Album / Movie : Veer Zaara
Category Bollywood
Year 2004
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
leharati hui raahe khole huye hai baahe
ye ham aa gaye hai kaha
palko pe gehre halke hai reshami dhundhalake
ye ham aa gaye hai kaha
ha, ye ham aa gaye hai kaha

wo dekho zara parbato pe ghataye
hamari dasta haule se sunaye
suno to jara ye phulo ki wadi
hamari hi koi kahani hai sunati
sapano ke is nagar me, yado ki rahguzar me
ye ham aa gaye hai kaha
ha, ye ham aa gaye hai kaha

jo raaho me hai rut ne sona bikhera
sunehara hua tera mera savera
jami so gai barf ki chadaro me
bas ik aag si jalati hai do dilo me
hawaye sansanaye badan kaanp jaye
ye ham aa gaye hai kaha
ha ye ham aa gaye hai kaha

ye barsaat bhi kab thame kaun jane
tumhe mil gaye pyar ke sau bahane
sitaro ki hai jaise barat aayi
hamare liye raat yu jagamagayi
sapne bhi jhilamilaye, dil me diye jalaye
ye ham aa gaye hai kaha
ha ye ham aa gaye hai kaha
ha ye ham aa gaye hai kaha
Posted By Admin on May 22, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

'Laharaati Hui Raahen Khole Huye Hai Bahen - Veer Zaara' came out in 2004 and has been available here since May 22, 2024.

'Veer Zaara 2004' contains 11 songs that showcase the talent of its artists.

You can find the full lyrics of 'Laharaati Hui Raahen Khole Huye Hai Bahen - Veer Zaara' in the Lyrics section above. Sing along or read while enjoying the song.