Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Kya Kahen Reprise - Main Hoon Na - Sonu Nigam Song Download

Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Kya Kahen Reprise - Main Hoon Na
Track Info Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Kya Kahen Reprise Mp3 Song by Sonu Nigam and Aftab Sabri and Hashim Sabri, Music composed by
Singer(s) Sonu Nigam, Aftab Sabri, Hashim Sabri
Album / Movie : Main Hoon Na
Category Bollywood
Year 2004
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
ishq jaise hai ek aandhi
ishq hai ek toofa
ishq ke aage bebas hai duniya me har insan
ishq mein sab diwane hai
ishq mein sab hairan
ishq mein sab kuchh mushkil hai
ishq mein sab aasan
dekho pyare ye nazare ye diwane ye parwane
hai ishq mein kaise gum
hai tumse mil ke dil ka hai
jo haal kya kahe
ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe
tumse mil ke dil ka hai
jo haal kya kahe
ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe

dil to hai ek rahi jana
dil ki tum manzil ho
dil to hai ek kasti jana
jiska tum sahil ho
dil na fir kuchh mange jana
tum agar hasil ho
dil to hai mera tanha jana
aao tum mehfil ho
ishq se hi sari khushiya
ishq hi barbadi
ishq hai pabandi lekin
ishq hi aazadi
ishq ki duniya mein yaro khwabo ki aabadi
kho gaya wo manzil ishq ne dikhla di
dekho pyare ye nazare ye diwane ye parwane
hai ishq me kaise gum
hai tumse mil ke dil ka hai
jo haal kya kahe
ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe
tumse mil ke dil ka hai
jo haal kya kahe
ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe

tumko puja hai tumhari hi ibadat ki hai
humne jab ki hai to fir aise mohbbat ki hai
humne jab ki hai to fir aise mohbbat ki hai
dil mera pagal hai jana
isko tum behla do
dil mein kyu halchal jana
mujhko tum smjha do
mehka jo aanchal hai jana
isko tum lehra do
julf jo badal hai jana
mujh pe tum barasa do
jana le ke jaya hai tera ye diwana
jana tujh pe mit jayega
tera ye parwana
jana mere dil me kya hai
tumne na ye jana
jana tujhko yaad ayga
mera ye afsana
dekho pyare ye nazare ye diwane ye parwane
hai ishq me kaise gum
hai tumse mil ke dil ka hai
jo haal kya kahe
ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe
tumse mil ke dil ka hai
jo haal kya kahe
ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe
Posted By Admin on May 22, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

Released in 2004, 'Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Kya Kahen Reprise - Main Hoon Na' was added to our collection on May 22, 2024 for fans to stream and download.

The album 'Main Hoon Na 2004' features 8 tracks, each offering a unique musical experience.

Check the Lyrics section above to see all the words to 'Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Kya Kahen Reprise - Main Hoon Na' and immerse yourself in the song.