Shadi Karke Phas Gaya Yaar - Judaai - Shankar Mahadevan Song Download

Shadi Karke Phas Gaya Yaar - Judaai
Track Info Shadi Karke Phas Gaya Yaar Mp3 Song by Shankar Mahadevan and Alka Yagnik and Bali Brahmabhatt, Music composed by
Singer(s) Shankar Mahadevan, Alka Yagnik, Bali Brahmabhatt
Album / Movie : Judaai
Category Bollywood
Year 1997
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
hayo raba hayo raba hayo raba
shadi karke ha shadi karke phas gaya yaar
acha khasa tha kunwara
o shadi karke phas gaya yaar acha kahsa tha kunwara
are jo khaye pachataye jo na khaye lalchaye
are jo khaye pachataye jo na khaye lalchaye
dur se hi lagta hai ye kadva laddu pyara
shadi karke ha shadi karke phas gaya yaar
acha khasa tha kunwara
o shadi karke phas gaya yaar acha khasa tha kunwara

aasman ki pari ho chahe gori ho ya kali
char dino ki chandni hoti hai har gharwali
aasman ki pari ho chahe gori ho ya kali
char dino ki chandni hoti hai har gharwali
shadi karne wala bas shadi ke din hasta hai
sari umar vo rota hai is jaal me jab fasta hai
o shadi karke phas gaya yaar acha kahsa tha kunwara

are sun mere harry re
are sun mere hirva sun o hiralal
sare agar kuware hote na karta koi shadi
kaise chalti ye duniya kaise badti aabadi
hey sare agar kuware hote na karta koi shadi
kaise chalti ye duniya kaise badti aabadi
bayah racha ke jo na mai teri mummy ko lata
bol jara pagle tu is dharti pe kaise aata
tere jaisa tere jaisa murkh paida na ho dobara
shadi karke phas gaya yaar acha kahsa tha kunwara

mere tan ka gehna ban gaye chande aur sitare
maine jitne sapne dekhe pure ho gaye sare
aaj mai kitni khush hu jivan ki khushiyo ko pa ke
jee karta hai nachu bin payal gunguru chankake
jaise din ke bina adhuri hoti raina kali
do pahiyo ke bina chale na ghadi jivan wali
mere apne meri jaan pe sab kuch vara
o shadi karke phas gaya yaar acha kahsa tha kunwara
are jo khaye pachataye jo na khaye lalchaye
dur se hi lagta hia ye kadva laddu pyara
shadi karke ha shadi karke phas gaya yaar
acha khasa tha kunwara
o shadi karke phas gaya yaar acha kahsa tha kunwara
hayo raba hayo raba hayo raba
hayo raba hayo raba hayo raba
hayo raba hayo raba hayo raba
Posted By Admin on March 19, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

Released in 1997, 'Shadi Karke Phas Gaya Yaar - Judaai' was added to our collection on March 19, 2024 for fans to stream and download.

The album 'Judaai 1997' features 8 tracks, each offering a unique musical experience.

Check the Lyrics section above to see all the words to 'Shadi Karke Phas Gaya Yaar - Judaai' and immerse yourself in the song.