Karna Hai Karna Hai Pyar Tumse Karna Hai - Major Saab - Alka Yagnik Song Download

Karna Hai Karna Hai Pyar Tumse Karna Hai - Major Saab
Track Info Karna Hai Karna Hai Pyar Tumse Karna Hai Mp3 Song by Alka Yagnik and Anand Raaj Anand, Music composed by
Singer(s) Alka Yagnik, Anand Raaj Anand
Album / Movie : Major Saab
Category Bollywood
Year 1998
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
ha karna hai karna hai pyar tumse karna hai
bazi hai dil ki, bazi me dil ki
bazi me dil ki zamane se kya darna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai

pyar me jina aata hai hume pyar me marna aata hai
pyar me jina aata hai hume pyar me marna aata hai
rok nahi sakta koi hume had se gujarna aata hai
chudiya jo pehanungi to piya ji ke hath se
premi na dare hai na darenge kisi baat se
sun le zamana, sun le zamana
sun le zamana hume sang jina marna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai

roz subha uthke maine jab jab hatho ko dekha hai
ha roz subha uthke maine jab jab hatho ko dekha hai
dekha hai in hatho me apne hi milan ki rekha hai
doli jo uthegi to uthegi tere naam ki
mehandi jo lagegi to lagegi tere naam ki
wada ye wada, wada ye wada
wada ye humko sanam pura karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai

aashiq to diwane hote hai wo kya duniya ki sochenge
aashiq to diwane hote hai wo kya duniya ki sochenge
wo sochenge to bas itna manjil pe kaise pahuchenge
pyar karna aur darna humne ye sikha nahi
yaar ko dekha hai jabse aur kuch dekha nahi
o milke rahenge, milke rahenge
kar le zamana zamane ko jo karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
bazi hai dil ki, bazi me dil ki
bazi me dil ki zamane se kya darna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
Posted By Admin on March 19, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

Released in 1998, 'Karna Hai Karna Hai Pyar Tumse Karna Hai - Major Saab' was added to our collection on March 19, 2024 for fans to stream and download.

The album 'Major Saab 1998' features 9 tracks, each offering a unique musical experience.

Check the Lyrics section above to see all the words to 'Karna Hai Karna Hai Pyar Tumse Karna Hai - Major Saab' and immerse yourself in the song.