Pakad Pakad Khinch Ke Pakad - Narsimha - Kavita Krishnamurthy Song Download

Pakad Pakad Khinch Ke Pakad - Narsimha
Track Info Pakad Pakad Khinch Ke Pakad Mp3 Song by Kavita Krishnamurthy and Sudesh Bhosle and Jolly Mukherjee and Johnny Whisky, Music composed by
Singer(s) Kavita Krishnamurthy, Sudesh Bhosle, Jolly Mukherjee, Johnny Whisky
Album / Movie : Narsimha
Category Bollywood
Year 1991
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
chalo is tedhe ko sidha hum aaj kare
jo iska ilaz hai wohi ilaz kare
kaise bhaiya kaise kare kaise kare
aise kare aise kare aise kare
pakad pakad khich ke pakad
pakad pakad khich ke pakad de dana dan hayya
pakda gaya hai chor bhage na bhaiya
pakad pakad khich ke pakad de dana dan hayya
pakda gaya hai chor bhage na bhaiya

mar saale ko peet saale ko
dhar saale ko dede de saale ko
hayya ho hayya hayya ho hayya
hayya ho hayya hayya ho hayya
saitan ka beta rawan ka sathi
rawan ka sathi hai pap ke junglo ka ye hathi
ha ha ye hathi isko mohabbat se nafrat sada thi
nafrat sada thi jurm hai karam iska dharam hai rupaiya
pakda gaya hai chor bhage na bhaiya
pakad pakad khich ke pakad de dana dan hayya
pakda gaya hai chor bhage na bhaiya

sabko nigal jaye hai ye wo ajgar hai ye wo ajgar
kate ka iske nahi koi mantar nahi koi mantar
barbad isne kiye hai kayi ghar ha ha kayi ghar
kya jane kitno ko mara hai bhaiya
pakda gaya hai chor bhage na bhaiya
pakad pakad khich ke pakad de dana dan hayya
pakda gaya hai chor bhage na bhaiya

aadat mue ki hai kitni chichori
luchha kare chori aur seena jori
dil ki jagah iske hai ye tijori
lalach hai itna ki daiyaa re daiyaa
pakad pakad khich ke pakad
pakda gaya hai chor bhaage na bhaiyaa

isko adalat me janta ki lao iske gunaho se parda hatao
iska har ek jurm isko ginao iska har ek pap isko batao
iska har ek jurm isko ginao iska har ek pap isko batao
ye pucho dal oe aate ka bhaw ye pucho dal oe aate ka bhaw
is desh me jitne jute hai lao masti karo isko ginke lagao
is desh me jitne jute hai lao masti karo isko ginke lagao
is bap ji ko yad aa jaye maiya is bap ji ko yad aa jaye maiya
pakad pakad khich ke pakad
pakad pakad khich ke pakad de dana dan hayya
pakda gaya hai chor bhage na bhaiya
pakad pakad khich ke pakad de dana dan hayya
pakda gaya hai chor bhage na bhaiya
Posted By Admin on March 19, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

Released in 1991, 'Pakad Pakad Khinch Ke Pakad - Narsimha' was added to our collection on March 19, 2024 for fans to stream and download.

The album 'Narsimha 1991' features 6 tracks, each offering a unique musical experience.

Check the Lyrics section above to see all the words to 'Pakad Pakad Khinch Ke Pakad - Narsimha' and immerse yourself in the song.