Mehfil Me Baar Baar Unpe Nazar Gayi - Soldier - Kumar Sanu Song Download

Mehfil Me Baar Baar Unpe Nazar Gayi - Soldier
Track Info Mehfil Me Baar Baar Unpe Nazar Gayi Mp3 Song by Kumar Sanu and Alka Yagnik, Music composed by
Singer(s) Kumar Sanu, Alka Yagnik
Album / Movie : Soldier
Category Bollywood
Year 1998
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
mehfil mein baar baar un pe nazar gayi
hey, mehfil mein baar baar un pe nazar gayi
humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi
main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon

mehfil mein baar baar un pe nazar gayi
haan, mehfil mein baar baar un pe nazar gayi
humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi
main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon

ye mausam aaya hai dilbar kitne saal mein
mera dil khoya hai tere hi khayaal mein
na to mera dosh hai, na tera qusoor hai
mujhpe jo chhaaya hai tera ye suroor hai

aayi tu saamne, dhadkan thaher gayi
hey, aayi tu saamne, dhadkan thaher gayi
humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi
main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon

soldier soldier, meethi baatein bolkar
dil tu chura le gaya
soldier soldier, meethi baatein bolkar
dil tera uda le gaya

tanhaai kehti hai, kuch bhi na kehna hai
baahon mein sona hai, palkon mein rehna hai
saanson ko baandha hai saanson ki dor se
tode na tootegi duniya ke zor se

daaman mein tootke main to bikhar gayi
haan, daaman mein tootke main to bikhar gayi
humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi
main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon

mehfil mein baar baar un pe nazar gayi
hey, mehfil mein baar baar un pe nazar gayi
humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi
main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon
Posted By Admin on March 19, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

The song 'Mehfil Me Baar Baar Unpe Nazar Gayi - Soldier' was released in 1998 and added to our website on March 19, 2024, ready for you to enjoy.

With 8 songs in 'Soldier 1998', this album gives listeners a complete journey through its music.

The complete lyrics of 'Mehfil Me Baar Baar Unpe Nazar Gayi - Soldier' are available on this page above. Enjoy reading while listening!