Kisakaa Hai Ye Tumako Intazaar Main Hu Naa - Main Hoon Na - Sonu Nigam Song Download

Kisakaa Hai Ye Tumako Intazaar Main Hu Naa - Main Hoon Na
Track Info Kisakaa Hai Ye Tumako Intazaar Main Hu Naa Mp3 Song by Sonu Nigam and Shreya Ghoshal, Music composed by
Singer(s) Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
Album / Movie : Main Hoon Na
Category Bollywood
Year 2004
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na

khamosh kyun ho jo bhi kahna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maang lo
tumko milega utna pyar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na

kabhi jo tum socho ke tum ye dekho
are kitna mujhko tumse pyar hai
to chup mat rahna ye mujhse kahna
are koi kya aisa bhi yaar hai

dil hi nahi de jaan bhi de jo tumhe
dil hi nahi de jaan bhi de jo tumhe
to mai kahunga sarkar mai hun na

kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
khamosh kyun ho jo bhi kahna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maang lo
tumko milega utna pyar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na

kahne ki ho dil me koi baat mujhse kaho
koi pal ho din ho yaa ho raat mujhse kaho
koi mushakil koi pareshani aaye
tumhe lage kuch thik nahi halaat mujhse kaho

koi ho tamanna yaa ho koi aarazu
koi ho tamanna yaa ho koi aarazu
rahana kabhi na beqarar mai hun na

kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
khamosh kyun ho jo bhi kahna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maang lo
tumko milega utna pyar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
Posted By Admin on May 22, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

'Kisakaa Hai Ye Tumako Intazaar Main Hu Naa - Main Hoon Na' came out in 2004 and has been available here since May 22, 2024.

'Main Hoon Na 2004' contains 8 songs that showcase the talent of its artists.

You can find the full lyrics of 'Kisakaa Hai Ye Tumako Intazaar Main Hu Naa - Main Hoon Na' in the Lyrics section above. Sing along or read while enjoying the song.