Mai Kahee Bhee Rahu - Loc Kargil - Roopkumar Rathod Song Download
| Song Info | Ajay Devgn, Sanjay Dutt |
| Singer(s) | Roopkumar Rathod, Sukhwinder Singh, Hariharan, Udit Narayan, Sonu Nigam |
| Composer(s) | Anu Malik |
| Starcast(s) | Ajay Devgn, Sanjay Dutt |
| Album / Movie : | Loc Kargil |
| Category | Bollywood |
| Year | 2003 |
| Company | Pagalworld Records |
| Save Offline | Download Mp3 |
| Lyrics |
main kahi bhi rahun har kadam har ghadi o main kahi bhi rahun har kadam har ghadi mere dil me basi teri yad hai meri aankho ki duniya hai suni padi meri aankho ki duniya hai suni padi dil ki duniya magar tujhase aabad hai main kahi bhi rahun har kadam har ghadi o o o kaise bhule bichhadne ka wo pal mujhe ab bhi kar deta hai jaise pagal mujhe mujhse aansu chhupake wo jana tera dekhne phir wo khidaki pe aana tera mujhe tera wo hansna aur khilkhilana yad aata hai palatke dekhna aur muskurana yaad aata hai yaad aata hai o o o main kahee bhi rahun har kadam har ghadi mere dil me basi teri yad hai main kahin bhi rahun har kadam har ghadi rabba re rabba rabba rabba re rabba rabba rabba re rabba rabba rabba re rabba rabba rab rakha soniya rab rakha soniya rabba re rabba rabba rabba re rabba lhlhate huye kheto ka wo sma rah takana mera tera aana vahan tera sharmana pas aate huye dur charvahe bansi bajate huye ho dur charvahe bansi bajate huye yad hai mujhko teri wo betabiya koi aaye to ho tujhko mera guman o o o main kahi bhi rahun har kadam har ghadi mere dil me basi teri yad hai mai kahi bhi rahu har kadam har ghadi is anguthi me jhilmilati hai is anguthi me jhilmilati hai teri yado ki ik kiran aise bethi phulo ki sajili doli me bethi phulo ki sajili doli me muskuraye dulhan jese jahan bas raj hai tera jahan bas raj hai tera wo aangan yad aata hai vahan ghutano jo chalta hai wo bachpan yad aata hai o o o main kahi bhi rahun har kadam har ghadi mere dil me basi teri yad hai mai kahi bhi rahu har kadam har ghadi tera har bat par inkar yad aata hai mujhko na karna koi bhi ikrar yad aata hai mujhko bigdna wo tera har bar yad aata hai mujhko tere ghusse me tha jo pyar yad aata hai mujhko yad aata hai mujhko yad aata hai mujhko tera wo dod ke aana tera wo dod ke aana wo milna yad aata hai tere khamosh hotho ka wo hilna yad aata haio o o main kahi bhi rahun har kadam har ghadi mere dil me basi teri yad hai meri aankho ki duniya hai suni padi meri aankho ki duniya hai suni padi dil ki duniya magar tujhse aabad hai main kahi bhi rahun har kadam har ghadi |
| Posted By Admin on May 9, 2026 |
Songs From Same Category
Latest Songs
-
Sharab शराब (Sharab 2026)
Himesh Reshammiya
-
Angdayi (Pati Patni Aur Woh Do 2026)
Faheem Abdullah, Arslan Nizami, Zahrah S Khan
-
Humne Wahin Lagaya Dil (Pati Patni Aur Woh Do 2026)
Badshah, Krish Mondal, Kishore Mondal, Ipsitaa
-
Maskara (Main Vaapas Aaunga 2026)
Nilanjana Ghosh Dastidar, Vedang Raina
-
Khasiyat (Chand Mera Dil 2026)
Raghav Chaitanya, Jonita
-
Peelo Peelo Aur Jeelo Jeelo 2026
Jyotica Tangri, Jitul Boro
-
Dil Waale Chor (Pati Patni Aur Woh Do 2026)
Aditya Rikhari, Shreya Ghoshal
-
Wow (Hai Jawani Toh Ishq Hona Hai 2026)
Harrdy Sandhu, Kiran Bajwa
-
Aitbaar (Chand Mera Dil 2026)
Faheem Abdullah
-
Mere Humnava 2026
Jubin Nautiyal
Frequently Asked Questions
Anu Malik composed 'Mai Kahee Bhee Rahu - Loc Kargil', carefully crafting every note to create a memorable listening experience.
Released in 2003, 'Mai Kahee Bhee Rahu - Loc Kargil' was added to our collection on May 9, 2026 for fans to stream and download.
The album 'Loc Kargil 2003' features 7 tracks, each offering a unique musical experience.
Check the Lyrics section above to see all the words to 'Mai Kahee Bhee Rahu - Loc Kargil' and immerse yourself in the song.
Enjoy 'Mai Kahee Bhee Rahu - Loc Kargil' with the incredible starcast of Ajay Devgn, Sanjay Dutt, adding their charm to the song.