Kabhi Tu Chhalia Lagta Hai - Patthar Ke Phool - Lata Mangeshkar Song Download

Kabhi Tu Chhalia Lagta Hai - Patthar Ke Phool
Track Info Kabhi Tu Chhalia Lagta Hai Mp3 Song by Lata Mangeshkar and S. P. Balasubrahmanyam, Music composed by
Singer(s) Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Starcast(s) Raveena Tandon, Salman Khan
Album / Movie : Patthar Ke Phool
Category Bollywood
Year 1991
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
kabhi tu chhalia lagta hai, kabhi diwana lagta hai
kabhi anaadee lagta hai, kabhi awara lagta hai
kabhi tu chhalia lagta hai, kabhi diwana lagta hai
kabhi anaadee lagta hai, kabhi awara lagta hai
too jo achcha samjhe yeh tujhpe choda hai
tujhse yeh jivan bhar kaa maine naata joda hai
kabhi tu nuri lagati hai, kabhi tu juli lagti hai
kabhi tu chandni lagatee hai, kabhee tu paapin lagti hai
tu jo achcha samjhe, yeh tujhpe choda hai
tujh se jivan bhar kaa ye naata joda hai

tere mere bich me divar na ho koyi
mai intekaam lunga dushman ho jo koyi
hai naya jamaana hathkadi lagengi
bhadkenge woh sholay toh duniya jalengi, duniya jalengi
kabhi tu jugnu lagata hai, kabhee tu jungli lagta hai
kabhee funtush lgta hai, kabhee too azaad lagta hai
too jo achcha samjhe, yeh tujhpe choda hai
tujh se jivan bhar kaa ye nata joda hai

ek duje ke liye kurbaanee ham denge
ham toh paagal premee bandhan tod denge
nadiya kee pyaar hai pyaar kee manzil
maine pyaar kiya hai ,gaayenge yeh do dil
gaayenge yeh do dil
kabhee tu shabnam lagati hai, kabhi chingaari lagti hai
kabhee tu naagin lagati hai, kabhi tu jogan lagti hai
too jo achcha samjhe, yeh tujhpe choda hai
tujh se jivan bhar kaa ye bnaata joda hai

aayi milan ki bela gaaye dil tarana
dur gagan ki chhaw me banaye aashiyaana
hongi kal ki daastaan apna dostaana
hamse badhkar kaun hai, hamse hai zamaana
hamse hai zamaana
kabhee tu leader lagata hai, kabhi tu loafer lagta hai
kabhee tu hero lagata hai, kabhi tu joker lagta hai
too jo achcha samjhe, yeh tujhpe choda hai
tujh se jivan bhar kaa ye naata joda hai
Posted By Admin on March 19, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

Released in 1991, 'Kabhi Tu Chhalia Lagta Hai - Patthar Ke Phool' was added to our collection on March 19, 2024 for fans to stream and download.

The album 'Patthar Ke Phool 1991' features 13 tracks, each offering a unique musical experience.

Check the Lyrics section above to see all the words to 'Kabhi Tu Chhalia Lagta Hai - Patthar Ke Phool' and immerse yourself in the song.

Enjoy 'Kabhi Tu Chhalia Lagta Hai - Patthar Ke Phool' with the incredible starcast of Raveena Tandon, Salman Khan, adding their charm to the song.