Is Diwane Ladke Ko Koi Samjhaye - Sarfarosh - Aamir Khan2 Song Download

Is Diwane Ladke Ko Koi Samjhaye - Sarfarosh
Track Info Is Diwane Ladke Ko Koi Samjhaye Mp3 Song by Aamir Khan2 and Alka Yagnik, Music composed by
Singer(s) Aamir Khan2, Alka Yagnik
Album / Movie : Sarfarosh
Category Bollywood
Year 1999
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
is diwane ladke ko, koi samjhaye
pyar mohobbat se na jaane, kyu ye ghabraye
is diwane ladke ko, koi samjhaye
pyar mohobbat se na jaane, kyu ye ghabraye
dard-e-dil, jaane na, paas main jitna aau
utni dur ye jaaye, jaaye, haa jaaye
is diwane ladke ko, koi samjhaye
pyar mohobbat se na jaane, kyu ye ghabraye
dard-e-dil, jaane na, paas main jitna aau
utni dur ye jaaye, jaaye, haa jaaye
is diwane ladke ko, koi samjhaye
pyar mohobbat se na jaane, kyu ye ghabraye

rang na dekhe, rup na dekhe, ye jawaani ki, dhup na dekhe
arz hai, kuch majnu bane, kuch raanjha bane
kuch romiyo, kuch farhad hue, is rang rup ki chaahat main
naa jaane kitne barbaad huye, vo dekho
ishq main iske, baanvri hu main, ye bhala hai to, kya buri hu main
ye ladka, hai phir bhi, jaane kyu sharmaaye
jaane kyu sharmaaye, haay sharmaaye
is diwane ladke ko, koi samjhaye
pyar mohobbat se na jaane, kyu ye ghabraye

jaanti hu main, ye tadapta hai, pyar main iska, dil dhadakta hai
jise dekho dil ki dhui ramata hai
are ye mandir nahi hai, shivala nahi hai
hasino se kehdo kahi aur jaye
mera dil hai dil, koi dharamshala nahi hai
ye akele main, aah bharta hai
phir bhi kehne se, ye kyu darta hai
sach kuchh bhi, bole na, jhuthi baat banaaye
jhuthi baat banaaye, haan banaaye
is diwane ladke ko, koi samjhaye
pyar mohobbat se na jaane, kyu ye ghabraye
dard-e-dil, jaane na, paas main jitna aau
utni dur ye jaaye, jaaye, haa jaaye
is diwane ladke ko, koi samjhaye
pyar mohobbat se na jaane, kyu ye ghabraye

phul khilte hain, bahaaron ka sama hota hai
aise mausam main hi to, pyar jawaan hota hai
dil ki baaton ko, hothon se nahi kehte
ye fasaana to, nigaaho se bayaan hota hai
Posted By Admin on March 19, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

The song 'Is Diwane Ladke Ko Koi Samjhaye - Sarfarosh' was released in 1999 and added to our website on March 19, 2024, ready for you to enjoy.

With 6 songs in 'Sarfarosh 1999', this album gives listeners a complete journey through its music.

The complete lyrics of 'Is Diwane Ladke Ko Koi Samjhaye - Sarfarosh' are available on this page above. Enjoy reading while listening!