Ho Gaya Hai Tujhko To Pyaar Sajana - Dilwale Dulhania Le Jayenge - Lata Mangeshkar Song Download

Ho Gaya Hai Tujhko To Pyaar Sajana - Dilwale Dulhania Le Jayenge
Track Info Ho Gaya Hai Tujhko To Pyaar Sajana Mp3 Song by Lata Mangeshkar and Udit Narayan, Music composed by
Singer(s) Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Starcast(s) Farida Jalal, Kajol, Shah Rukh Khan
Album / Movie : Dilwale Dulhania Le Jayenge
Category Bollywood
Year 1995
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya
na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya
na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya

ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajna, hai ye pyar sajna

ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajana, hai ye pyar sajna

dekha na tune mudke bhi pichhe
kuchh der to main ruka tha
jab dil ne tujhko rokna chaha
dur tu ja chuka tha
huwa kya na jana
ye dil kyun deewana
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajna, hai ye pyar sajna

ae wakt ruk ja, tham jaa thehar ja
wapas jara daud pichhe
main chhod aayi khudko jaha pe
wo reh gaya mod pichhe
kaha main, kaha tu, ye kaisa hai jadu
are ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajna, hai ye pyar sajna

na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya, kho gaya
Posted By Admin on March 19, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

The song 'Ho Gaya Hai Tujhko To Pyaar Sajana - Dilwale Dulhania Le Jayenge' was released in 1995 and added to our website on March 19, 2024, ready for you to enjoy.

With 7 songs in 'Dilwale Dulhania Le Jayenge 1995', this album gives listeners a complete journey through its music.

The complete lyrics of 'Ho Gaya Hai Tujhko To Pyaar Sajana - Dilwale Dulhania Le Jayenge' are available on this page above. Enjoy reading while listening!

The song 'Ho Gaya Hai Tujhko To Pyaar Sajana - Dilwale Dulhania Le Jayenge' features performances by Farida Jalal, Kajol, Shah Rukh Khan, who bring their talent to the music.