Dil Tod Aaya Jane Main Kaha - Hum Tumhare Hain Sanam - Sonu Nigam Song Download

Dil Tod Aaya Jane Main Kaha - Hum Tumhare Hain Sanam
Track Info Dil Tod Aaya Jane Main Kaha Mp3 Song by Sonu Nigam, Music composed by
Singer(s) Sonu Nigam
Album / Movie : Hum Tumhare Hain Sanam
Category Bollywood
Year 2002
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
mehfil mein hai sab ko mera salam
dilwaalon sun lo mera payaam
dil ki kahaani main kisko sunaun
baat yeh dil ki main tumko batau
o dil ki kahaani main kisko sunau
baat yeh dil ki main tumko batau
baat hai dil ki dil ko pata hai
baat hai dil ki dil ko pata hai
kya main bataau aur kya main chhupau
dil chhod aaya jaane main kahan
o dil tod aaya jaane main jaane main kaha

pyaar agan hai o pyaar lagan hai
pyaar hai meera pyaar kishan hai
pyaar agan hai pyaar lagan hai
pyaar hai meera pyaar kishan hai
dil ki mere aawaz ho tum
hoye dil ki mere aawaz ho tum
geet hu main aur saaz ho tum
dil chhod aaya jane main kaha
o dil tod aaya jane main jane main kaha

raat na aaye o chand na nikle
mausam badle tu na badle
raat na aaye chand na nikle
mausam badle tu na badle
tum na badalna sathi mere
tum na badalna sathi mere
saath hi chalna sathi mere
dil chhod aaya jaane main kaha
o dil tod aaya jane main jane main kaha
saathiya tu ab to aa bhi ja
sun le tu ab dil ki sada
aaja tu ab to aa bhi jaa
Posted By Admin on March 19, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

Released in 2002, 'Dil Tod Aaya Jane Main Kaha - Hum Tumhare Hain Sanam' was added to our collection on March 19, 2024 for fans to stream and download.

The album 'Hum Tumhare Hain Sanam 2002' features 9 tracks, each offering a unique musical experience.

Check the Lyrics section above to see all the words to 'Dil Tod Aaya Jane Main Kaha - Hum Tumhare Hain Sanam' and immerse yourself in the song.