Chhota Sa Ghar Hai Ye Magar Darvaza Band Kar Lo - Darr - Lata Mangeshkar Song Download

Chhota Sa Ghar Hai Ye Magar Darvaza Band Kar Lo - Darr
Track Info Chhota Sa Ghar Hai Ye Magar Darvaza Band Kar Lo Mp3 Song by Lata Mangeshkar and Abhijeet, Music composed by
Singer(s) Lata Mangeshkar, Abhijeet
Starcast(s) Shah Rukh Khan
Album / Movie : Darr
Category Bollywood
Year 1993
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
chhota sa ghar hai ye magar, chhota sa ghar hai ye magar
tum isko pasand kar lo
darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo
main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu
tum mujhko razamand kar lo
darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo

ye ghar nahi ye hai ek sapana, sapana nahi sach hai pyar apna
ye ghar nahi ye hai ek sapana, sapana nahi sach hai pyar apna
is pyar se lag ke gale, is pyar se lag ke gale
mulakaate to chand kar lo, darvaaza band kar lo
main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu
tum mujhko razamand kar lo
darvaza band kar lo, darvaza band kar lo

chhuna na mujhko o mere chhaila, gora bandan ho jayega maila
chhuna na mujhko o mere chhaila, gora bandan ho jayega maila
is rang ka is rup ka, is rang ka is rup ka
na itna ghamand kar lo, darvaaza band kar lo
main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu
tum mujhko razamand kar lo
darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo

suraj sitare ya phul laau is ghar ko main kaise sajaau
phulo se main is ghar ko sajaau bolo main kya kya saman laau
rahna mujhe dil me tere, rahna mujhe dil me tere
bas iska prabandh kar lo, darvaaza band kar lo
chhota sa ghar hai ye magar, chhota sa ghar hai ye magar
tum isko pasand kar lo, darvaaza band kar lo
main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu
tum mujhko razamand kar lo
oye darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo
darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo
Posted By Admin on March 19, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

Released in 1993, 'Chhota Sa Ghar Hai Ye Magar Darvaza Band Kar Lo - Darr' was added to our collection on March 19, 2024 for fans to stream and download.

The album 'Darr 1993' features 7 tracks, each offering a unique musical experience.

Check the Lyrics section above to see all the words to 'Chhota Sa Ghar Hai Ye Magar Darvaza Band Kar Lo - Darr' and immerse yourself in the song.

Enjoy 'Chhota Sa Ghar Hai Ye Magar Darvaza Band Kar Lo - Darr' with the incredible starcast of Shah Rukh Khan, adding their charm to the song.