Chaand Sitaare Phul Aur Kushbu Taazaa Taazaa Kali Khili Hai - Kaho Naa Pyaar Hai - Kumar Sanu Song Download

Chaand Sitaare Phul Aur Kushbu Taazaa Taazaa Kali Khili Hai - Kaho Naa Pyaar Hai
Track Info Chaand Sitaare Phul Aur Kushbu Taazaa Taazaa Kali Khili Hai Mp3 Song by Kumar Sanu, Music composed by
Singer(s) Kumar Sanu
Album / Movie : Kaho Naa Pyaar Hai
Category Bollywood
Year 2000
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
chaand sitaare phul aur khushbu
chaand sitaare phul aur khushbu ye to saare puraane hai
taaza taaza kali khili hai ham uske diwane hai
are kali ghataaye barkha saavan
kali ghataaye barkha saavan ye to sab afasaane hai
taaza taaza kali khili hai ham uske diwane hai

andaaz hai uske naye naye, naya naya diwanapan
andaaz hai uske naye naye, naya naya diwanapan
pehna hai taaz javaani ka hans ke laut gaya bachpan
git gazal sab kal ki baate
git gazal sab kal ki baate uske naye taraane hai
taaza taaza kali khili hai ham uske diwane hai

hai rup me itna saadapan to kitna sundar hoga man
hai rup me itna saadapan to kitna sundar hoga man
bin gehne aur singaar bina vo to lagati hai dulhan
kajal bindiya kangan jhumake
kajal bindiya kangan jhumake ye to guzare zamaane hai
taaza taaza kali khili hai ham uske diwane hai

chaand sitaare phul aur khushbu ye to saare puraane hai
taaza taaza kali khili hai ham uske diwane hai
are kali ghataaye barkha saavan ye to sab afasaane hai
taaza taaza kali khili hai ham uske diwane hai
Posted By Admin on March 19, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

'Chaand Sitaare Phul Aur Kushbu Taazaa Taazaa Kali Khili Hai - Kaho Naa Pyaar Hai' came out in 2000 and has been available here since March 19, 2024.

'Kaho Naa Pyaar Hai 2000' contains 7 songs that showcase the talent of its artists.

You can find the full lyrics of 'Chaand Sitaare Phul Aur Kushbu Taazaa Taazaa Kali Khili Hai - Kaho Naa Pyaar Hai' in the Lyrics section above. Sing along or read while enjoying the song.