Aaj Ki Shaam Pyar Karne Walo Ke Naam - Tirangaa - Mohammed Aziz Song Download

Aaj Ki Shaam Pyar Karne Walo Ke Naam - Tirangaa
Track Info Aaj Ki Shaam Pyar Karne Walo Ke Naam Mp3 Song by Mohammed Aziz and Kavita Krishnamurthy and Udit Narayan, Music composed by
Singer(s) Mohammed Aziz, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Album / Movie : Tirangaa
Category Bollywood
Year 1993
Company Pagalworld Records
Save Offline Download Mp3 (128KBPS) Download Mp3 (320KBPS)
Lyrics
yaaro jhumo naacho mauj manao, o yaaro jhumo naacho mauj manao
sab milke geet mere sang gaao, sab milke geet mere sang gaao
gaao naacho dhum machao, gaao naacho dhum machao
o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam
o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam
o dilwalo pyar se bharlo dil ka jaam
o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam
o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam
pyar karnewalo ke naam

chhod a hua teer vapas naa modo, pakda kisika daaman naa chhodo
chhod a hua teer vapas naa modo, pakda kisika daaman naa chhodo
ranjha bano tum majnu bano tum, ranjha bano tum majnu bano tum
deeware todo darvaaje todo, darvaje todo
kisi hasina se dil jaake jodo
o jeenewalo ishk to hai, khuda ka naam
o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam
aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam

kuchh khoke paalo, kuchh jee lo gaa lo haskar kisiko apna banalo
kuchh khoke paalo, kuchh jee lo gaa lo haskar kisiko apna banalo
baaho mein le lo, gale laga lo
baaho mein le lo, gale laga lo
aankho ka apni kaajal bana lo, kaajal bana lo
sabse churake dil mein chhupa lo
o ghussewalo ishkwalo ka le lo salaam
o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam
o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam
o dilwalo pyar se bharlo dil ka jaam
o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam
o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam
aaj ki shaam pyar ke naam, pyar ke naam
pyar ke naam
aaj ki shaam pyar ke naam, pyar ke naam
pyar ke naam
Posted By Admin on March 19, 2024

Songs From Same Category

Latest Songs

Frequently Asked Questions

Released in 1993, 'Aaj Ki Shaam Pyar Karne Walo Ke Naam - Tirangaa' was added to our collection on March 19, 2024 for fans to stream and download.

The album 'Tirangaa 1993' features 4 tracks, each offering a unique musical experience.

Check the Lyrics section above to see all the words to 'Aaj Ki Shaam Pyar Karne Walo Ke Naam - Tirangaa' and immerse yourself in the song.